Nipani se 16 km ki doori per kangala gao hai Jo Karnataka aur Maharashtra ki border me hai oos gao me punyashali shri Uday shah ko baar baar sapne aatey they sapne me bhagwaan parshwnath ki 3 murtiya dikhti thi aur wo murtiya muze bahar nikalo karke kehne Ka bhas punyaahali udaybhai ko hota tha unone ye baat kahi baar apne ghar waloko batai lekin sabhine usko bedakhal kiya isi samay wo shankeswar aur bechirayaji gujrath jaker aaye aane ke baad bhi unko WO sapna fir aane laga to unone mun me thanli ki aur nav varsh ki paheli subah ko munki taiyaari ki aur fir unone apni maa ko kaha ki mera thoda kaam hai tu dukaan me baith
Jaise hi maa dukaan per ayee to udai shaha ne sapne me aayee jagah per khudai Ka kaam chalu kiya do dhai foot ki khudai puri huee khuch nazar nahi aaya to gharwalone kaha ki abh chodo Lekin udai shah ne kaha ki thoda aur dekhu for bandh kerdungaa aise kahete khudai phir chalu ki to teen pathro ke beech bhagwaan parshwanath ki prachin murty dikhai di murty chamatkaari to hai aur hasti dikti hai murtyko najdikse dekho to kahi khass baten aapko nazar aayegi
1.murtype 7 funy dharnendra hai
2.murtyka photo zoom karke dekho to aapko bhagwaan ki aankhe original hai jaisiki jinda insaan ki tarah dikhti hai
3.bhagwaan ke peeche dekho to dharnendra ka pura roop dikhta hai
4.bhagwaan ki pratimaa hasti to hai aur chamatkaari hai aur photo zoom karke dekhoto aankho ki eybro bhi clear dikhti hai
Udaibhai shah aur unka parivaar bhagyashali hai punyawaan hai kyoki unko sakashatkaar hua aur ye ghatnane purnaroop liya aise pragat prabhavi bhagwaan parshwanaath ki charno me hamari koti koti vandana aur punyashali parivaar ko hamara jai jinendra