(Raag: Jane Wo Kaise Log The…)
Charno me tere, rehkar bhagwan pyaar hi pyaar mila..(2)
Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila
Charno me tere………
Tum sang kaisi prit lagi ki chhuta jag mujse..(2)
Jaadu tune aisa kiya ki chhuta jag mujse
Bandhan saare tut gaye jo tune baandh liya
Shraddha se jab pujah maine, brahma ka gyan mila
Charno me tere………
Gujar gaya har pal dukh ka jab tera dhyan kiya..(2)
Har mushkil aasaan hui jab tune sath diya
Moh maya mei fasaah hua mai ab aazaad hua
Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila
Charno me tere………
Jeena marna sikha bhagwan jag mei jii kar ke..(2)
Jiteji mar jau kehse sikha ab tujse
Tu hi hai ab maaji mera naiyan paar laga
Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila
Charno me tere………
Zeher bhi pina kahede agar tu wo bhi pi lenge..(2)
Raazi jisme tu hai bhagwant waise jilenge
Bin piye madhosh hua ye kaisa jaam diya
Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila
Charno me tere………