Hai Ye Pawan Bhumi | Jain Stavan | English Lyrics

Hai Ye Pawan Bhumi | Jain Stavan | English Lyrics

HAI YE PAWAN BHUMI (With Lyrics) Jain Stavan

(Raag: Aye mere Dile naadan, tu Gam se na ghabarana…)

Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana..(2)

Shantinath ke charno me aa kar juk jana

Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana

Shantinath ke charno me aa kar juk jana

Tere mastak pe mukat hai, tere kano me kundal hai..(2)

tu toh karuna sagar hai, mujpar karuna karna

Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana

Tera tirth sundar hai,tu prano se pyaara hai..(2)

meri binti sunlena, beda par laga lena

Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana

Tu jeevan swami hai, tu antaryami hai..(2)

meri naiyan doob rahi hai, naiyan ko tera lena.

Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana

Teri savali surat hai mere man ko lubhati hai..(2)

prabhu meri bhakti ka swikar tu kar lena

Hai ye paawan bhumi, yaha bar-bar aana

shantinath ke charno me aa kar ke juk jana

hai ye paawan bhumi

yaha bar-bar aana..(3)

Related Articles

× CLICK HERE TO REGISTER