Prabhu Veer ne mukti ka path dikhaya
Path ko humne ne panth banaya
Path ke upar ek bindu lagaya
Bindu mein uljhe, sindhu bhulaya
Iss pant baad ne hume kaha tak
pahonchaya Kisse jeete hum,
humne kise haraya
Humne kise haraya Rahe
hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai Kaho hum Jain hai
Rahe hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai Kaho hum Jain hai
Ho lekar punya ka yeh sagar
Janme Jain kul ke andar Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
Dharm se Jain hai, Karam se Jain hai
Santo ka, grantho ka,
humne saar nahi jaana
Anek mat bana diye,
anekant nahi jaana
Jin vaani ka marm na
jaana Kriyaon ko hi
dharm maana Yeh sant tera,
woh panth Dilo mein dekha,
hai bhed gehra Gyani ek hai,
ek hai aagam Satya ahinsa
beej hamare Ek hi hai niyam
yeh saare Ek hi namokar,tirthankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai Kaho hum Jain hai
hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai hum Jain hai
Dharm se Jain hai, karam se Jain hai
Om namo arihantanam
Namami veeram namami goutham
Om namo siddhanam
Kshama virasya bhushanam
Om namo aariyariyanam
Ahimsa parmo dharm
Om uvajhayanam Jain
dharms thumangalam
Namo loye savva sahunam
Jainam jayathi shasanam
pradip shravak bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai Kaho hum Jain hai
Rahe hum Mahaveer ke bankar
Na shwetambar na digambar
Hum Jain hai
Kaho hum Jain hai
se Jain hai, karam se Jain hai
vaani na jaana Kriyaon
ko hi hai dharm maana
Yeh sant tera,
woh panth mera Dilo mein dekha,
hai bhed gehra