PANCHAM KAAL ME JO INSAAN (LYRICS) Jain Stavan
(Raag: Aaj Purani Raaho Se Koi Mujhe…)
Pancham kaal me jo insaan
Sadhu bane woh mahaan hai
Devo se raja se bada
Jain muni ka maan ha
Sukh aur bhog se Raag ke rog se
Milan viyog se Rahe pare
Har parishaha hass ke sahe
Samata dhaare Mamata tyaage
Dhan jinka aagam gyaan hai
Maha vrat dhaari, Ye avikaari
Pancham kaal me jo insaan
Sadhu bane woh mahaan hai
Maitri bhaavna, mangal kaamna,
Kshamapana har praani se,
Rakhe har indriya nigraani me
Tann mann vachan se jain sadhu
Na pramaad kare
Pancham kaal me Jo insaan
Na vivaad kare
Samkit ka dete gyaan hai
Sadhu bane woh mahaan hai
Sidhhashila ko lakshya me rakh ke
Jain aagya paalan kare
Sada ye paidal hi chale
Tap jap yog se karma khapaate
Parahit jeevan ka vidhaan hai
Kudarat ke niyam nahi tode kabhi
Pancham kaal me jo insaan
Ya peeda koi tan mann ki
Sadhu bane woh mahaan hai
Bhook pyaas kya, sardi garmi
Na aakul na vyaakul hote
Aanand me karte bhakti
Naakulaadarbar pradeep name
Ye Jain muni vardan hai
Pancham kaal me Jo insaan
Sadhu bane woh mahaan hai
Jain muni Ka maan hai
Devo se raaja se bada
Jain muni ka maan ha