श्री नवपद शाश्वत ओली आराधना… छठा दिवस : सम्यग् दर्शन गुण की आराधना.. सम्यग् दर्शन पद की आराधना के लिए उसके बारे में जानना आवश्यक है। सम्यग् दर्शन का अर्थ है, सच्ची श्रद्धा, सत्य तत्वों में गहरी आस्था, सही दृष्टी, मार्ग या दिशाबोध। जिनवाणी पर अटूट श्रद्धा होने पर ही जीव सम्यग् दर्शन का अनुभव कर सकता है, और मिथ्यात्त्व से सावधान हो सकता है, अर्थात सही क्या और गलत क्या…? उसका ज्ञान। शास्त्र कहते है, सम्यग् दर्शन के बिना ज्ञान और चारित्र नही।जीवात्मा को जब सम्यग् दर्शन होता है, उसकी इस निराशाजनक अंधकारमयी अवस्था में आशा का दीप जलता है, रास्ता स्पष्ट होने लगता है। सत्य कथन जो वीतराग जिनेश्वर ने फ़रमाया है, उसमें श्रद्धा जागृत होती है…. सम्यग् ज्ञान चारित्र की ओर स्वत: ही अग्रसर हो जाता है। सम्यग् दर्शन का अवतरण होना आत्मोन्नति की प्रथम सीढ़ी है।
नवपद शाशवत ओली छटा दिवस सम्यग् दर्शन की आराधना
रंग:सफेद
काउसग्ग: 67 लोगस्स
प्रदिक्षणा:67
खमासमणा: 67
स्वस्तिक:67
नवकार वली:20(णमो दसणस्स)
अयंबिल:चावल का
जय जिनेन्द्र सा,
अरिहंत का उपकार, सिद्ध का सुख, आचार्य का अनुशासन, उपाध्याय भगवन की अध्यापन कला और ये चारो की जन्म भूमि सामान साधू के बारे में अब तक जाना, ये पांचो सिद्धचक्र के देव या गुरु तत्व है।अब सिद्धचक्र के धर्म के तत्व की शुरुआत श्रद्धा से होती हे जब तक सम्यक दर्शन न आये तब तक अभी तक जाने हुए पञ्च पद की पद की प्राप्ति नहीं होती। परमात्मा की बताई गई बातो पर अंतर मन से विश्वास का मतलब हे सम्यक दर्शन अरिहंत मेरे देव । जेन मुनि गुरु हे और जेन हे मेरा धर्म है।इसी का मतलब सम्यक दर्शन है,सम्यक दर्शन के बिना आत्मा की प्रगति नहीं हो सकती है।तो आज नवपद ओली छटा दिन पर परमात्मा के लिए अपनी श्रद्धा और मजबूत हो और अपने को भे भव-भव जिन धर्म और सम्यग दर्शन मिले ।ऐसी प्रभु से प्राथना शाशत्र कहते हे सम्यग् दर्शन के बिना ज्ञान और चरित्र नही सम्यग दर्शन का अपवरंड होना आत्मोनति की प्रथम सडी हे।
जिन शाशन के विरूध लीखा हो तो मिकच्छमी दुक्कडम।
छठे दिवस आप सभी तपस्वी सात में हो।
तपस्या करने वाले को धन्यवाद धन्यवाद।
SHRI NAV PAD JI OLI KA 6TH DIN
SAMYAG DARSHAN KI AARADHANA
Arihant ka upkaar, sidhh ka sukh, aacharya ka anushashan, upadhyay bhagwant ki adhyapan kala aur ye 4 ki janam bhumi saman sadhu k baare main ab tak jana. Ye 5 sidhh chakra k dev ya guru tatv hai.
Ab sidhh chakra k dharma tatv ki suruwat hoti hai. Aur dharma ki suruwat shraddha se hoti hai. Jab tak samyak darshan na aaye tab tak abhi tak jane hue 5 main se ek pad ki bhi prapti nahi ho sakti.
Parmatma ne batayi huyi baato pe antar se vishwas ka matlab samyak darshan.
Arihant mere dev hai, jain muni mere guru hai aur jain hi mera dharma hai iss ka matlab samyak darshan.
Samyak darshan wala aatma kahi aur apna mastak nahi zukata. Parmatma ko bhi agar dhan ya to kisi aur bhoutik cheej k liye vandan karne ka matlab hai mithyatva.
18 desh k raja kumarpal ne jab kantkeeshwari devi ko pashu ki bali nahi chadayi tab devi krodhit huyi aur kumarpal raja ko sharir pe kodh (white patches) hua. Raja ne udayan mantri ko bulaya aur kaha k gaav k bahar chita banwao aur raat ko hi main praan tyag karunga kyunki agar log muje aise dekhenge to jain shashan ki ninda karenge.Jis k upar shradhha ho us k baare main koi galat bole to wo sahan nahi hota. Mantri guru ka suzaav lene ko batate hai. Guru navkar mantra se mantrit jal dete hai aur us k prabhav se raja theek ho jata hai. Devi kumarpaal ko vash ho jati hai aur vachan deti hai k ahinsa k har kaarya main kumarpal ka sath degi. Ye shradhha ko kehte hai samyak darshan.
Samyak darshan k liye sab se pehle chahiye maitri bhaav. Gyan, tap ya to sayam k bina kadachit aatma ki pragati ho sakti hai lekin samyak darshan k bina aatma ki pragati kabhi nahi ho sakti.
Samyak darshan ka matlab hai dev guru aur dharma k liye shradhha.
Koi koi aatma ko janam se samyak darshan hota hai toh koi koi aatma guru k paas jane k baad samyak darshan prapt karta hai. Samyak darshan apne main hai ya nahi wo khud janna hai??????
1. Sab se pehle toh jain dharma, arihant, sad guru pe shradhha honi chahiye. Dev guru aur dharma k sharan ka swikar karna chahiye. Ye tin lok main arihant sidhh sadhu aur jain dharma hi mangal kaari hai aur in ka sharan swikarna hai aur sharan swikar karne k baad khud ko nirbhay manna hai.
2. Jaise jaise arihant sidhh sadhu aur dharma main shraddha badhegi waise waise sansaar k liye vairagya utpann hoga.
3. Vairagya utpann hote hi moksh main hi sacha sukh najar aayega. Sansaar asaar lagne lagega.
4. Aatma main daya aur karuna ka bhaav utpann hoga. Dusro k dukh dur karne ki bhavana hogi.
5. Upsham bhaav utpaan hoga. Matalab sukh aur dukh sab mere karmo ka fal hai ye bhaav utpann hota hai aur ye bhaav aate hi dukh dene wale pe krodh nahi aata.
Toh aaj nav pad oli k 6th din pe parmatma k liye apni shradhha aur majboot ho aur apne ko bhi bhav bhav jin dharma aur samyak darshan mile aisi prabhu se prathana.
Om rim shri tatv ruchi rupay shri samyakdarshanay nam: Ye pad ka jaap kare..
BHUL CHUK MICHHAMI DUKKDAM
શ્રી નવપદ ઓળી નો છઠું પદ
6⃣ छठा दिवस : सम्यग् दर्शन की आराधना
( रंग -सफेद ) काउसग्ग 67 लोगस्स
प्रदिक्षणा – 67, खमासमणा – 67
स्वस्तिक – 67, आयम्बिल : चावल का
नवकारवाली – 20, नमो दंसणस्स
OLI NO CHHATHO DIVAS
SHREE DARSHAN PAD
PAD = Shree Darshan
JAAP =OM HRIM NAMO DANSANASS…
MALA =20
VARN = Safed…Aayambil Ek Dhanya Nu Te CHOKHA(Rice) nu…
KAUSSAGG = 67 Logass
SWASTIK = 67
KHAMASAMAN =67
PRADAXINA =67
KHAMASAMAN NO DUHO
SAM SAMVEGADIK GUNA XAY UPASHAM JE AAVE RE…
DARSHAN TE HI J AATMA SHU HOY NAAM DHARAVE RE….
VIR JINESHWAR UPADISE TUME SAMBHALJO CHITT LAYI RE…
AATAM DHYANE AATMA RUDDHI MLE SAVI AAYI RE…
Jainam Jayati Shasanam
WhatsApp-8898336677
Namo Dansanassa…! Samyag Darshan…!
67 Guno….!Shukla (Safed) Varna…!
Je Jineshwar Bhagwanto E Kahyu Chhe E J Sachu Ane Satya… Ane.. Bakinu Badhu Khotu Ane Asatya Evi Dadh Manyata…!
Jineshwar Parmatma Ni Krupa E Je N Thay Te Karvani Takat Jagat Ma Koi Ni Nathi Aavo Paakko Vishwas…!
Janamya Bhale Hospital Ma… Jivya Bhale Sansar Ma… Pan… Mrutyu To Saadhu Vesh Ma J Lavavani Bhavna Enu Nam Samyag Darshan…!
Reti Ne Pile Haju Pan Tel Nikle… Zer Khay To Haju Jivay… Dariya Na Paani Ne Valovta Haju Pan Makhan Nikle Pan Sansar Ma Kyarey Sukh Malej Nahi.. Malshej Nahi.. Evi Paakki Vichardhara….Enu Nam Samyag Darshan..!
Bija Na Dukhne Joine Sukhi Aandit Thay Nahi Ane Bija Na Sukh Ne Joine Irshya Balvanu Na Kare Tenu Nam Samyag Darshan…!
Jagat Na Jiv Matra Pratye Jena Dil Ma Prem-Vatsaly Ane Maitrino Dhodh Vahe Chhe Tenu Nam Samyag Darshan.!
Mox Mahel No Paayo.. Darm No Aadharstambh.. Guno Nu Bhaajan… Sidhdhshila No Darwajo E Samyag Darshan Chhe…!
Jagat Ma Je Kai Naash Paame Chhe Te Maaru Nathi Ane Je Maru Chhe Te Naash Pamtu Nathi..Evi Vichardhara…!
Bhagwan Tara Matra Darshan Pan Samyag Darshan Peda Kare Chhe…! To Tari Puja-Tari Aagna Nu Paalan- Tari Seva- Aaradhana- Upashana Shu Na Kari Shake…!
Saune Samyag Darshan Jaldi Thi Prapt Thay Ej Shubhkamna…!
Darshan Pad No Ayambil No Chhatho Divas Mangal May Ho…!
01:- Samyag No Aarth Shu Thhay? Sachhu
02:- Samyagdarshan Atle Shu? Savaghna Vachnone Sachhu Manva
03:- Paschat Kram Thi Samyag Darshan pad Ketla Mu? Chhothu ( 4 )
04:- Samyag Darshan Pad Ni Aaradhna Kaya Dhanyathi? Chhokha-Rice
05:- SamyagDarshan Padni Aaradhna Na Khama Shana Ketla? 67
06:- Samyakt Ni Sajay pratikaman Ma Rachnar? Mahoday YashoVijayJi Maharasheb
07:-samyagdarshan Ni Aatma Ne Kai Vishist Drasti Hoy? Drastivadopadeshiki
08:- Shrenik Maharaj Kaya Guru Na Samagame Samkit Banya? Aanati
09:- Siddhchakraji Ma Samyagdarshan Nu sthan Kaya? Jamne Khune ( Agni )
10:- Samyaktva Ne Sarvagna Prabhu Na Ketla Vachan Par Shraddha Hoy? Sarv
11:- Samyaktvi Jiv paap Kare To Alap Karmbandh Thhay Aevu Kaya Sutra Ma? Vandit
12:- Jinshahsan Ni prabhavna Kare Teva Prabhavak Ketli Jatna? Aath ( 8 )
13:-Sheni Ganatri Samyaktv Pachi Thhay? Bhav Ni
14:- Kona Samyaktv Ni Pariksha Karva Aband Shravke Rup Karya? Sulsha
15:- PrabhuVir No Aatma Kaya Bhav Ma Samkit Banyo? Naysar
16:- Kona Darshan Varmvar Karva Thi Samkit Nirmal Bane? Sarvagn Prabhu
17:- Kaya Sutra Ma Samyaktvani Magni Kari? Logas/Uvasghhar/Jaiviyray
18:- Samyaktv Na Ketla Atichar Tyjva? Pach ( 5 )
19:- Samyaktvi No Vadhu Ma Vadhu Ma Vadhu Sansar Ketlo Rahe? Aardhpudgalparavrtao
20:- Kayo Kasay Samyaktv Guno No Ghatak Kare? Aanatanubandhi
21:- Kai Prakriya Etle J Samyaktv Ni Prapti? Granthi Bhed
22:- Samyagdarshan Pad No Varna Kevo Chhe? Shwet
23:- Prabhu Vir Ne Upsarg Karnaro Kon Marta Samkit Pamyo? Gosalo
24:- Samkit Na 67 Bol Ni Sajzay Kaya Granth Mathi Rachna Pami? Samyaktv Saprti
25:- ‘ Samyaktv Nu Mul Janiej ’ Sajzay Na Rachiyata Kon? Udayratna Maharaj Shaheb