2. buddhi..5 indriya aur man se utpann hone wale gnan ko ane se roke vo kaunsa karm hai?
? matignanavarniya karm
3. padhne se …sunne se jo gnan utpann hota ho usse ane se roke wo kaunsa karm hai?
? shrut gnana varniya
4.darshana varniya karm ke kitne prakar hai?
? 9
5. Bohot mehnat karke uta sake aisi nindra ka kya naam hai?
? nidra nidra
6. raste pe chalte chalte neend aa jaye aisi nidra?
? prachala prachala
7. Bethe Bethe yes khade khade nend aye aisi nidra?
? Prachala
8. subah ke vichare hue kaam raat ko sapne main pura kare…aisi nidra?
? thinadi nidra
9.kaunse karm ke uday se jeev ko arogya sukh rup zindagi mile?
?shata vedniya karm
10. kaunse karm ke uday se jeev ko rogi…dukhi…zindagi mile?
? ashata vedniya karm
11. mohniya karm atma ka kaunsa gun dhakta hai?
? anant charitra
12. darshan mohniya ki 3 prakrutti kaunsi hai?
?mithyatva…samkit…mishra(samamithyatva)
13. iss kashay se anant sansar badhe…anubandh badhe..anant bhav badhe…(answer in respect to kashay charitra mohniya)
?anantanu bandhi kashay
14. jis kashay ke uday se jeev ko chote se chota pachkan lene ka man na ho
? apratyakhani kashay
15. ayushya karm atma ka kaunsa gun dhakta hai?
? akshay sthithi gun
16. iss sharir main lohi maas yukt hai…aur tirrhankar aur kevali ko bhi yeh shareer ki zarurat padti hai…
? Audarik Shareer
17. 14 purvi aur labdhivant mahatma hi yeh shareer bana sakte hai
? aharak shareer
18. iss shareer main lohi maas nai hai..chota bada..drishya adrishya ho sakta hai..narki aur dev ko janam se yeh shareer hai
? vaikriya shareer
19. nokashay charitra mohniya ke kitne bhed hai?
? 9
20. iss santhan main hath..per…mastak lakshan rahit hote hai..par peeth..pet..lakshanwale hote hai..inshort height choti hoti hai
? vaman santhan
21. laabh lene ki icha ho..labh dene wala bhi ho…vastu bhi ho..fir bhi labh na le sake…kaunse karm ka uday?
? laabh antaray karm
22. paryushan ke dino main sb utsahi se tapasya kar rahe ho aur koi koshish karne par bhi na kar paye…kaunse karm ka uday?
? virya antaray karm
23. bhogavne jaisi vastu ho..bhogavne ki iccha ho lekin phir bhi na bhogav sake…kaunse karm ka uday?
? bhog antaray karm