(Raag: Dil he chotasa, chotisi aasha…)
Sukh k sindhu me
Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se
Chudaaye saiyam
Sukh k sindhu me
Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se
Chudaaye saiyam
Sansaar saagar
Taraaye saiyam
Mukti k dwaar
Pohochaye saiyam
Sukh k sindhu me
Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se
Chudaaye saiyam
Man me samaadhi
Santosh samtaa
Dil me na moh
Maayaa naa mamta
Smit hotho par
Khul k leheraaye
Akhiyaa antar ki
Masti jhalkai
Nandan van sa
Ban jaaye jivan
Sukh k sindhu me
Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se
Chudaaye saiyam
Vandan karu vandan
Jay jay anagaara
Vandan karu vandan
Jay jay anagaara
Vandan karu vandan
Jay jay anagaara
Vandan karu vandan
Jay jay anagaara
Karmo ko tode
Dosho ko chode
Guru bhakti me
Tan ko ye jode
Prabhu aagnyamay
Ban jaaye jivan
Dukh k darr ka
Nahi koi kaaran
Saadhna aisi
Jagme anupam
Sukh k sindhu me
Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se
Chudaaye saiyam
Chahiye prabhuji
Krupa tumhaari
Rehne na paaye
Saadhna adhuri
Ajit ho jaaye
Naam sahare
Kirtan karte prabhuji
Tujko pukaare
Rehna prabhuji
Saath me har dum
Sukh k sindhu me
Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se
Chudaaye saiyam
Sansaar saagar
Taraaye saiyam
Mukti k dwaar
Pohochaye saiyam
Sukh k sindhu me
Le jaaye saiyam
Paap bhar jag se
Chudaaye saiyam