Hindi Jain Songs

All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Parva Paryushan Aaye Hai

6MB

Baarish ki rimjim ne fool khilaaye hai

Parvo ke maharaaj parva paryushan aaye hai

Khushbu hai hawao me khili fizaate hai

Khushbu hai hawao me khili fizaate hai

Parvo ke maharaaj parva paryushan aaye hai

Parvo ke maharaaj parva paryushan aaye hai

hai apni aatam maili bhavo se

Ab shudh karni hai shubh bhaavo se

Niyam kuch dharke tap jap vrat se

Karma khapaane hai dharma ke path se

Ye pawan durlabh din punya ne laaye hai

Ye pawan durlabh din punya ne laaye hai

Parvo ke maharaaj parva paryushan aaye hai

Parvo ke maharaaj parva paryushan aaye hai

Maitri ka rang me utsav bhakti ka

Uttam kshama hai rasta mukti ka

Jinvaani sunke nau tatva samje

Sadguru charne samkit pragte

Pradip kahai parva ye sukh barsaaye hai

Pradip kahai parva ye sukh barsaaye hai

Parvo ke maharaaj parva paryushan aaye hai

Parvo ke maharaaj parva paryushan aaye hai

      Parva Paryushan Aaye Hai (Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Me Kino Nahi Tum Bin

9MB

Me kino nahi tum bin aurashu raag

Dinadina vaan vadhe guna tero,

Jyu kanchan par bhag;

Auran mein he kasaayaki kalima,

So kyu seva laag…

Me kino nahi tum bin aurashu raag

Rajhans tu mansarovar,

Aur asuchi ruchi kaag;

Vishay bhujangama garud tu kahiye,

Aur vishay vishanaag…

Me kino nahi tum bin aurashu raag

Aur dev jal chhillar sarikhe;

Tu toh samudra athaag,

Tu surataru jagvanchhita purana,

Aur tu suke saag..

Me kino nahi tum bin aurashu raag

Tu puroshotama tu hi niranjana,

Tu shankar vadabhaag,

Tu brahma, tu budh mahaabal,

Tuhija deva vitaraag…

Me kino nahi tum bin aurashu raag

Suvidhinath jin guna phulanako,

Mero dil he baag,

Jass kahe bramara rasik hoi taako,

Lije bhakti paraag….

Me kino nahi tum bin aurashu raag

      ME KINO NAHI TUM BIN (With Lyrics) JAIN STAVAN - Jainsite

Maa Shaarade

9MB

Maa shaarade…(4)

Maataa vidhyaadahini

Maataa hansavaahini

Maataa kamalasani

Maataa vinaavarini

He saraswati maa he shaardemaa…(2)

Agyaan har de sadgyaan de maa…(2)

He saraswati maa he shaardemaa

Agyaan har de sadgyaan de maa

Gyaan k bina hum

Bhatake pashu k sam

Gyaan k bina hum

Bhatake pashu k sam

Gyaan k bina hum

Bhatake pashu k sam

Gyaan k bina hum

Bhatake pashu k sam

Tamas se nikaal jeevan ka saar de maa…(2)

He saraswati maa he shaardemaa

Agyaan har de sadgyaan de maa

Gyaan se ho darshan 

Gyaan se charitra

Gyaan se ho darshan 

Gyaan se charitra

Gyaan se ho darshan 

Gyaan se charitra

Gyaan se ho darshan 

Gyaan se charitra

Teeno ratna hum par aaj vaar de maa…(2)

He saraswati maa he shaardemaa

Agyaan har de sadgyaan de maa

Gyaan he samkit

Gyaan he amrit

Gyaan he samkit

Gyaan he amrit

Gyaan he samkit

Gyaan he amrit

Gyaan he samkit

Gyaan he amrit

Mithya ka vish tu ab tu utaar de maa…(2)

He saraswati maa he shaardemaa

Agyaan har de sadgyaan de maa

Maargaanusari 

Bane naranari

Maargaanusari 

Bane naranari

Maargaanusari 

Bane naranari

Maargaanusari 

Bane naranari

Vivek to jagaa de vinay nikaar de maa…(2)

He saraswati maa he shaardemaa

Agyaan har de sadgyaan de maa

Aagam gyaan uttam

Tattva nav anupam

Aagam gyaan uttam

Tattva nav anupam

Aagam gyaan uttam

Tattva nav anupam

Aagam gyaan uttam

Tattva nav anupam

Sadgati dilade sad vihchaar de maa…(2)

He saraswati maa he shaardemaa

Agyaan har de sadgyaan de maa

Vimal bodh de

Nirmal budhi de

Vimal bodh de

Nirmal budhi de

Vimal bodh de

Nirmal budhi de

Vimal bodh de

Nirmal budhi de

Nakoda darbar adip ko taar de maa…(2)

He saraswati maa he shaardemaa

Agyaan har de sadgyaan de maa

      MAA SHAARADE (With Lyrics) Saraswati Mata Jain Stavan - Jainsite

Kaun Kahta Hai Bhagwan Aate Nahi

7MB

Trishalaa nandanam, prabhu parameshvaram,

Sveekaaro prabhu meraa aamantranam

Kaun kahata hai bhagwan aate nahi,

Chandanaa kee taraha hama bulaate nahi

Yashodaa vallabham veera jineshvaram,

Sveekaaro prabhu meraa aamantranama 

Kaun kahata hai bhagwan sote nahi,

Maiyyaa trishalaa ke jaise hama sulaate nahi

Trijagadeeshvaram, mama hradayeshvaram,

Sveekaaro prabhu meraa aamantranam

Kaun kahata hai bhagwan sunate nahi,

Gautama swaamee kee taraha hama sunaate nahi

Om hreem shree arhama, mahaaveereshvaram,

Sveekaaro prabhu meraa aamantranam,

Kaun kahata hai bhagwan milate nahi,

Sachche dila se unhen hama bulaate nahi

      Kaun Kahta Hai Bhagwan Aate Nahi (Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Jinvar Naam

0MB

Dil me dhadke aadi naam , 

Man me samaya mahaveera naam

roma roma me samaya parasa naam re , 

Meree sanso me samaya nemi naam re 

shatrunjaya me aadinath,

sankheshvarajee parasanath

giranara mandana neminath

pavapuree me vardhaman

Jisane diya th varsheedana mere aadishvar bhagwan,

Pashuyon ke bachaye prana neminath karunavana,

jalate sarpa ko bachaya parasanath ne, 

Chandanabala ko tara vardhamana ne

aadi naam kara kalyana , 

Nemi naam ka kara gunagana

jinavara naam jinavara naam ,

Samaroo jinavara subaha shama

kare loha bhee kanchana parasa naam re , 

Shasana nayaka prabhu veera ko pranam re

dilame dhadke aadi naam , 

Maname samaya mahaveera naam

roma roma me samaya parasa naam re , 

Meree sanso me samaya nemi naam re

 

 

      Jinvar Naam (Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

 

Jin Shashan Tere Liye

5MB

Vandan adbhut jinshashan ko

Vandan adbhut jinshashan ko

Har karam aisa karenge

Har karam aisa karenge

Jis se teri shaan badhe

Dhan dolat kya sir bhi denge

Jinshashan tere liye

Kaise kaise paapi taare

Tune is sansaar se

Naiya sabki paar laga de

Tune bich mazadaar se

Upkar jiska bhul na paye

Zindagi bhar k liye 

Man diya jeevan bhi denge

Jinshashan tere liye

Dhan dolat kya sir bhi denge

Jinshashan tere liye

Khudko jeena aur dujo ko

Jeevan dena sikhalaaye

Apne sache shatru aise 

Raag dwesh ko dikhalaaye

Dukh paap se mukt kar ke

Anantsukh tak le jaaye

Ghar to kya hum sir bhi denge

Jinshashan tere liye 

Dhan dolat kya sir bhi denge

Jinshashan tere liye

 

 

      Jinshashan Tere Liye (Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Janam Janam Mere Mahaveer Prabhu

7MB

Janam janam mere veer prabhuji kaaa 

Janam janam maa trishla nandan kaaa..

Maa Trishla.. siddharath ji 

Ke ladle mahaveer 

..Mere dil me rehte 

Bhole bhale mere veer

Mere dil me rehte 

Bhole bhale mere veer 

Veer ka janam din

Duniya manane

Mandir upashray tak jate hai

Parmatma ka hota h poojan 

Mujko najar jb

veer aate he (2)

Janam Janam mere veer prabhuji ka

Janam Janam mahaveer prabhuji ka

Satya aur ahmisa 

Ke path par jo le chale 

..Aise veer prabhu ji 

Rehte hai dil me

Mere mahaveer prabhuji

Rehte hai dil me

Prabhu se ab tak

humne kya sikhaa 

Wo me jahan ko batlaunga

Prabhuji aayenge humse milne 

Wo din yakinan

Hum layenge (2)

Janam janam pyare veer prabhuji kaa

Janam Janam pyare raaj dulare kaa

Sab jeevo ki raksha kare

Aise bhagwant ko hum 

..Sab milke karte h

Inko hum naman

Sab milke karte h 

Inko hum naman

Janam janam mere veer prabhuji kaaa 

Janam janam maa trishla nandan kaaa..

 

      JANAM JANAM MERE MAHAVIR PRABHUJI KA (With Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Jai Gurudev

5MB

(Raag: Sagar kinare Dil ye pukare…)

Fulo ke rang se, dil ki kalam se,

Guruvar ki mahima kaise likhu me?

Aandhi ne roka, tufa ne toka,

Aandhi ne roka, tufa ne toka,

Duniyane haskar, muj ko he choda,

Ho…teri mithi wani ne mujko sawara

Fulo ke rang se, dil ki kalam se,

Guruvar ki mahima kaise likhu me?

Fulo ke rang se, dil ki kalam se

Jai gurudev…. gurudev….gurudev

Jai gurudev…. gurudev….gurudev

Saaso ki sargam, dhadkan ki veena

Hui thi jo galtiya, maafi tum dena

Saaso ki sargam, dhadkan ki veena

Hui thi jo galtiya, maafi tum dena

Ho….tera aashish, mere sir pe tu rakhna

Ajit- Divya- nirved, dil me rehna

Har janam me guruvar mere sath hi rehna

 

      Jai Gurudev (Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Jab Koi Nahi Aata

9MB

 

Jab Koi Nahin Aata Mere Dada Aate Hai…(2)

mere dukh ke dino me woh bade kaam aate hai…(2)

Jab Koi Nahin Aata Mere Dada Aate Hai…(2)

meri naiyan chalti hai,batwar nahi chalti,

kisi aur ki ab mujko,darkar nahi hoti,

mein darta nahi jag se,jab dada saath mein hai…(2)

mere dukh ke dino me woh bade kaam aate hai…(2)

jo yaad karein unko,dukh halka ho jaye

jo bhakti kare unki, ve unke ho jaye,

ye din bole kuch bhi,pehchan jate hai…(2)

mere dukh ke dino me woh bade kaam aate hai…(2)

ye itne bade hokar inho se pyar kare

apne bhakto ke dukh ko prabhu palbhar me dur kare

sab bhakto ka kehna,prabhu maan jate hai…(2)

mere dukh ke dino me woh bade kaam aate hai…(2)

mere mann ke mandir me dada ka vaas rahe,

ko paas rahe ya na rahe,dada mere paas rahe,

mere vyakul mann ko ye jaan jate hai…(2)

mere dukh ke dino me woh bade kaam aate hai…(2)

jab koi nahi aata mere dada aate hai…(2)

mere dukh ke dino me woh bade kaam aate hai…(2)

 

      JAB KOI NAHI AATA (With Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Charno Me Tere

10MB

(Raag: Jane Wo Kaise Log The…)

Charno me tere, rehkar bhagwan pyaar hi pyaar mila..(2)

Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila

Charno me tere………

Tum sang kaisi prit lagi ki chhuta jag mujse..(2)

Jaadu tune aisa kiya ki chhuta jag mujse

Bandhan saare tut gaye jo tune baandh liya

Shraddha se jab pujah maine, brahma ka gyan mila

Charno me tere………

Gujar gaya har pal dukh ka jab tera dhyan kiya..(2)

Har mushkil aasaan hui jab tune sath diya

Moh maya mei fasaah hua mai ab aazaad hua

Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila

Charno me tere………

Jeena marna sikha bhagwan jag mei jii kar ke..(2)

Jiteji mar jau kehse sikha ab tujse

Tu hi hai ab maaji mera naiyan paar laga

Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila

Charno me tere………

Zeher bhi pina kahede agar tu wo bhi pi lenge..(2)

Raazi jisme tu hai bhagwant waise jilenge

Bin piye madhosh hua ye kaisa jaam diya

Shraddha se jab puja maine, brahma ka gyan mila

Charno me tere………

 

      CHARANO ME TERE (With Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Anant Vandan Nath Hai

8MB

(Raag: janam janam ka sath he hamara tumhara…)

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa

Darshana aapo duhaadaa kaapo 

Jaage bhaagya hamaaraa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa

Guna taaraa che anantaa 

Suranara tujane vandataa 

Samavasarna sohanta

Bhavijan man harkhanta

Roopa taarun neerakhaie harakhun 

Haiye ekaja chaahanaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Vichaaro mahaavideha maan 

Aapo maadhuree deshanaa 

Aavee shakun hun kema naa 

Pragate antara vedanaa 

door door thaie Aavee maare 

Karavee chhai tuja sevaanaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Asaara aa sansaara maan 

Nashvara sukhanee aashamaan 

Bhogaviyaan duahkha men ghanaa 

Badhaaya moha paashamaan 

Bhaava bandhana thaie choontaavun maare 

Naa rahai koi vaasanaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Samarun uthaie prabhaata maan 

Paavaana thaaye aatmaa 

Sooryasha poorna padamanaa 

Rehajo sadaa sangaata maan 

taaraa charane veete jeevana 

divyaanee e praarthanaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

darshana aapo duhaadaa kaapo 

Jaage bhaagya hamaaraa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa 

Ananta vandana naatha hai 

Simandhar daadaa Simandhar daadaa

 

      Anant Vandan Nath Hai (Lyrics) Jain Stavan - Jainsite

Aayi Hai Sawari Mere Gururaj Ki

5MB

Khushbu foolo ki yaha ruk gai hai

Shaakhaaye taruki yaha juk gai hai

Khushbu foolo ki yaha ruk gai hai

Shaakhaaye taruki yaha juk gai hai

Aayi hai savaari mere guruvar ki…(5)

Guru he sukaan guru hai aasmaan

Guru he gunvaan guru hai pritpraan

Guru vaani tej guru chan tej

Gurudrashti tej guru param tej

Jeevan guru he shubh sang guru

Dhyaanam guru he sumiran guru

Guru he vasant guru he anant

Guru gun me dharu guru kohinoor

Sang guruvar ka paan amrut ka

Rang samveg path moksh manzil ka

Sang guruvar ka paan amrut ka

Rang samveg path moksh manzil ka

Rang samveg path moksh manzil ka

Naiya ab meri bhavpaar bhayi hai

Naiya ab meri bhavpaar bhayi hai

Aayi hai savaari mere guruvar ki…(5)

Raag ka tyaag tyaag ka raag ho

Shraman ka vesh ho aatma ujmaal ho

Raag ka tyaag tyaag ka raag ho

Shraman ka vesh ho aatma ujmaal ho

Shraman ka vesh ho aatma ujmaal ho

Mamata ki dori ab chut gai hai

Mamata ki dori ab chut gai hai

Aayi hai savaari mere guruvar ki…(7)

      Aayi Hai Savaari Mere Gururaj Ki (Lyrics) Jain Stavan - Jainsite
× CLICK HERE TO REGISTER